Poetry of all famous poets of Pakistan is available at apnipoet.blogspot.com and we updated regularly
Sunday, April 29, 2012
Tuesday, April 17, 2012
Monday, April 16, 2012
Kabhi Chaaho Gy To Chahat Se Bolayen Gy Tumhain
Kabhi Chhaaho Gy To Chahat Se Bolayen Gy Tumhain
Dard De Dil Hota Hai Kya Dekhayen Gy Tumhain
Mohabbat Hoti Hai Kya Mohabbat Kar K Dekh Laina
Phir Mere Paas Aana Kuch Aur Batayen Gy Tumhain
Shehar Mera Magar Waqar Uska Tha
Shehar Mera Magar Waqar Uska Tha
Meri Har Sham Ko Intezaar Uska Tha
Mere Khuwaboon Pe Jo Kabiz Hai Ek Shakhs
Meri Aankhoon Mein saara Khumaar Uska Tha
Sunday, April 15, 2012
Saturday, April 14, 2012
Friday, April 13, 2012
Chalo Bus Ab Maan Jao Na
Nahi ata mujhe fun kisi ko manane ka
faqt itna hi kehti hon
''chalo bus ab
maan jao na''
tumhare nazdeek agar meri hansi
dilkash hai to
main muskura k
kehti hon
''chalo bas ab maan jao na''
agar tum dekhna chaho meri ankh mein ansu
To lo main ro ro k kehti hon
''chalo bas ab maan jao na''
saza dene sy agar hoti hai tasalli tumhari to
me kaan pakad ke kehti hon
''chalo bus ab maan jao na ''
Dekho aese kisi se roothna acha nahi hota
zara dair ko mein b roth k kehti hon
''chao bus ab maan jao na''
Subscribe to:
Posts (Atom)