Poetry of all famous poets of Pakistan is available at apnipoet.blogspot.com and we updated regularly
Saturday, September 15, 2012
Thursday, September 13, 2012
Saturday, September 8, 2012
Thursday, September 6, 2012
Monday, September 3, 2012
Ab To Kisi Bhi Baat Py Aaitabar Nahen Hota
Ab to kisi b baat pe
aaitbar nhe hota
Hoty hein bus samjhautey dilon k
koi pyar nhe hota
Kitna b samjha leyn hum, is dil-e-nadaan ko
Ek qatra kabhy,
koi sagar nhe hota
Dil mein liye hasrat kisi ki ye umr guzar jaati hai
Ki taqdir pe kisi ki apni,
ikhtiyaar nahi hota…
Lagte hain jo pal suhane, wo hain mere bas khaabon ke
Haqiqat mein kabhi khushi ka,
deedar nahi hota…
Dhall jatey hein ye asshk, eik aur gham ky raah k liye
In hontoon ko ab kisi hansi ka,
intizaar nhe hota
Saturday, September 1, 2012
Usko Chaha Tha Bhoulana To Bhola Be Na Saki
Usko Chaaha Tha Bhoolana To Bhola Be Na Saki
Daag-e-Dil Apna Zamaane Ko Dikha Be Na Saki
Ek Janat Jo Khayalun Mein Basi Thi Mere
Khoobiyan Is Ki Zamaane Ko Bata Be Na Saki
Ek Saya Tha Jise choo Bhe Nahi Sakti Thi
ek khaka tha jis ko mein bana bhe nahi Saki Thi
Monferd Tha Mera Lehja Mera Andaze Wafa
Subscribe to:
Posts (Atom)