pyar ik phool hai us phool ki khushbu tum ho
mera chehra meri ankhein meray gaisoo tum ho
duer hoe mujhe say magar pas nazar aaty ho
mera jazba mera ehsas nazar aatay ho
zindagi ban k joe chaya hai woh jadu tum ho
pyar ik phool hai us phool ki khushbu btum ho
tum meray pass nahi hoe mujhe iska gham hai
tum khyalon mein joe aye yahi kia kam hai
meri tanhayi mein tapka hua ansoo tum ho

jab bi tanhayi mein hat si koi pati huen
ye samjh kar mein hawaon say lipat jati huen
jaisy meray liye khol;ay huey bazu tum ho

nice lyrics i like it and added him to my site i want to more lyrics of nusrat ghazals you can visit my site www.nusratcollection.com
ReplyDeleteYeh ghazal kis ki likhi hoi hai
ReplyDeleteWho is the writer of this ghazal
ReplyDeleteHazrat Dr. Babar Sultan reh.aleh. 🌹
ReplyDeleteGreat lines
Delete