Tuesday, January 31, 2012

Hajoom main tha wo shakhs khul k na ro ska



Hajoom main tha wo shaks
Khul kar na ro saka hoga
Magar yaqeen hai shab bhar na so saka hoga
Wo shaks jis ko  main samjhne main mujh ko umar lagi
Bichar k mujh see kisi ka na ho saka hoga