Monday, March 25, 2013

Jahan phooln ko khilna tha wohen khilty to acha tha Tumhe ko hm ne chaha tha tumhe milty to acha tha

 Tumhe ko hm ne chaha tha, tumhe milty to acha tha

 Jahan phooln ko khilna tha wohen khilty to acha tha

 Tumhe ko hm ne chaha tha tumhe milty to acha tha

 Koi aa kr hmen poochay tumhen kesy bhulaya hai

 Tmhary khatt k ashkoon me shab-e-gham jalaya hai

 Hazaron zakhm aisy thy agr silty to acha tha

 Tumhe ko hm ne chaha tha tumhe milty to acha tha

 Tumhe jitna bhulaya hai tmhari yad aai hai

 Bahar-e-nau aai hai to wo khushbu hi laai hai

 Tmhary lab meri khatir agar hilty to acha tha

 Tumhe ko hm ne chaha tha tumhe milty to acha tha.

Tu he bta aa dil tujhe samjhaon kaisay Jesa chahta hai to usa nazdek laon kaisay

Tu he bta aa dil tujhe samjhaon kaisay

 Jesa chahta hai to usa nazdek laon kaisay

 Youn to har tamna har ahsas hai

 woh maira Lakin us ahsas ko yah ahsas dilaon kaisay

"Afsos" Palkon Main Aansu 0r Dil Main Dard Sooya Hy,

"Afsos"
 Palkon Main Aansu 0r Dil Main Dard Sooya Hy,
 
 Hasny Walon Ko Kya Pata Roony Wala Kis Qadar Rooya Hy,

Ye To Bas Wo He Jaan Sakta Hy,, ,,

SAQI,, Jis Ny Zindgi Main Kisi Ko Paaney Sy Pehly Khoya Hy...!!

WaFa Dushwaar Nahi Itni, Nibah Letay Hain,

WaFa Dushwaar Nahi Itni, Nißah Letay Hain,
 Nißhanay Walay,
 Lout Aatay Hain Meri Jan,
 Aksar Routh K Janay Walay,
 Phir 'RÅÅT' Dooß Jati Hay,
 Dard-E-Tanhai Main
 OR, Dil Khool Kar RoTay Hain,
 Dard Ka Bojh Uthanay Walay
 Wo Khamosh Dikhtay Hain,
 Jo Dard Seh Nahi Saktay,
 Aksar Dard Chupatay Hain
 Har Waqt Muskuranay Walay,
Janay Ye Zindagi,
Kis Shaay'ar Ki Ghazal Hay
 SuLjhaaTay SuLjhaaTay, Ulajh Jatay Hain
 Is Ko SuLjhanay Walay.

pyar ik phool hai us phool ki khushbu tum ho mera chehra meri ankhein meray gaisoo tum ho

pyar ik phool hai us phool ki khushbu tum ho
mera chehra meri ankhein meray gaisoo tum ho
duer hoe mujhe say magar pas nazar aaty ho
mera jazba mera ehsas nazar aatay ho
zindagi ban k joe chaya hai woh jadu tum ho
pyar ik phool hai us phool ki khushbu btum ho
tum meray pass nahi hoe mujhe iska gham hai
tum khyalon mein joe aye yahi kia kam hai
meri tanhayi mein tapka hua ansoo tum ho
pyar ik phool hai us phool ki khushbu tum ho
mera chehra meri ankhein meray gaisoo tum ho
jab bi tanhayi mein hat si koi pati huen
ye samjh kar mein hawaon say lipat jati huen
 jaisy meray liye khol;ay huey bazu tum ho
 pyar ik phool hai us phool ki khushbu tum ho
 mera chehra meri ankhein meray gaisoo tum ho

Tark-e- taluk pe roya na tu na mai lakin yeh kya k chain se soya na tu na mai

Tark-e- taluk pe roya na tu na mai

 lakin yeh kya k chain se soya na tu na mai

 Hallat k tillasm ne pathara diya magr

 bitte samon ki yaad mai khoya na tu na mai

 har chand ikhtelaf k phelu hazar the

 Wa kar saka magr lab na tu na mai

Nuhe fasil -e- zabbt se unche na ho

sakke khul kar darya mai roya na tu na mai

jab bhi uthi nazar falak ki tarf uthi

bar gashta aasman se gouya na tu na mai

Wednesday, March 20, 2013