Monday, March 25, 2013

Tark-e- taluk pe roya na tu na mai lakin yeh kya k chain se soya na tu na mai

Tark-e- taluk pe roya na tu na mai

 lakin yeh kya k chain se soya na tu na mai

 Hallat k tillasm ne pathara diya magr

 bitte samon ki yaad mai khoya na tu na mai

 har chand ikhtelaf k phelu hazar the

 Wa kar saka magr lab na tu na mai

Nuhe fasil -e- zabbt se unche na ho

sakke khul kar darya mai roya na tu na mai

jab bhi uthi nazar falak ki tarf uthi

bar gashta aasman se gouya na tu na mai

No comments:

Post a Comment