Aisa Hi Kisi Ne Kam Kiya
Sikwe Na Kiye Na Gila Kiya,
Na Labo Se Maine Kam Liya,
Izhar-E-Mohabbat Ho Hi Gayi
,
Jo Gairoon Ne Tera Naam Liya,
Mere Dil Ki Dharkan Tham Hi Gayi ,
Hathon Se Jigar Ko Tham Liya,
Socha Na Kabhi Tha Jo Maine,
Aisa Hi Kisi Ne Kam Kiya…
No comments:
Post a Comment